Sunday, May 9, 2010

aajma kar dekho

Ehsas k daman me aansu girakar dekho
dosti kitni sachi he ye aajma kar dekho
aapko bhulakar kya hogi dil ki halat
kisi aaine pe sar takara kar dekho

No comments:

Post a Comment